Tuesday, November 27, 2012

Mehfil Jab Lagi Thi Dosto Ki




Mehfil Jab Lagi Thi Dosto Ki,,,
Mujhe Bhi Bulawa Aaya Tha....

Kaise Na Jate Hum....?
Unki Kasme Dekar Jo Bulwaya Tha...

Jab Kahne Ko Kutch kaha Gaya,,,
To Khyal Unka Hi Aaya Tha...

Fir Akshar-Akshar Jod Ke Maine,,,
Dil Ka Haal Sunaya tha...

Tab Aanshu unki Yadön Ke,,,
Na Na Karte Nikal Gaye,,,
Jo Samjhe Wo Khamosh Rahe,,,
Baki Wah Wah Karke Nikal Gaye....!!!


No comments:

Post a Comment